" जब आवश्यकता से अधिक धन आ जाता है तो बहुत से व्यक्ति असामान्य होकर अव्यवस्थित हो जाते हैं . वह धन का सदुपयोग करना नहीं जानते. अनेक स्वार्थी चाटुकार दिन-रात उनकी जय-जयकार करने लगते हैं. नव धनाढ्य फूले नहीं समाते. स्वार्थी अपना -अपना स्वार्थ सिद्ध करते रहते हैं. उनके कार्यों से अव्यवस्थित धनी व्यक्ति उपहास के पात्र बन जाते हैं. धन आने पर उसे सहेजना और जन-हित में उपयोग करना भी आना चाहिए. चाटुकारों और सच्चे हितैषियों में अंतर करने की सामर्थ्य भी होनी चाहिए .धन से सम्मान नहीं मिलता. उसके सदुपयोग से सम्मान मिलता है. "--अशोक लव
2 comments:
dhan astaye lobh moh ahankar
ye sab hi hain dooshit vikar
prem shanti pavitrata sanyam gyan hamare alankar ,sada bantiye khushiyan sab ko aur sada den lad dular ,rahen aap sada khush hal ,jeevan hoga sewamay aur payenge ishwar ka sneh apar.usha sharma
aaj ka din bahut sundar vyateet hua ,ishwar jaise har pal mere sath chal rahe the,mujhe aisa prateet ho raha tha jaise mein dharti par nahin hawa me ud rahi hun ,mantro uchcharan nirantar chal raha tha om poorn midam poornmadah poornaat poorn mudachyate ,poornasya poornmadayah poornmedah vshashyateom shanti shanti shanti,sarve bhavantu sukhinah sarve santu niramayah,sarve bhadrani pashyantu ma kashchi dukh bhag bhavet,om shanti shanti shanti, nirvan shatkam path aur jante hain yah mandir mera metro me tha mere dil ke andar yani antaratma men ,hai na sndar mein bahut khush hun kash man me baithe ane ishwar se roj milen wo har pal sath hai.
Post a Comment